Saturday, August 07, 2010

Navesh yog

Navesh yog-
Lagn ka swami balwan hokar kendra me baitha ho aur use shbh grah parantu kisi papgrah ki drushti na ho to navesh yog hota hai.
Yog fal-
is yog me utpann huaa manav gunwan,chatur,dirghayu,prabal bhagyashali,sabhi se sahyog prapt karne wala,sabhi se samman prapt karne wala hota hai.

1 comment:

Anonymous said...

Pranam jyotishi ji
i have read ur postes very thanks for this knowlasdge
Amitabh keshwani

Featured Post

पाराशर के अनुसार ग्रह दृष्टि

पश्यन्ति सप्तमं सर्वे शनि जीव कुजः पुनः ।  विशेषतश्च त्रिदशत्रिकोणचतुरष्टमान् || भावः - यहाँ पर ग्रहों की दृष्टि के बारे में बतलाते हु...