Saturday, August 07, 2010

Kavya yog

Kavya yog-
Kark rashi lagna me chandra ho ya lagna ko chandra
aur lagna par guru ki drushti to kavya yog hota hai,
yog fal-
Is yog me janm lene wala.kavya shastr ka gyata,kavita nirman karne wala,sahrdaya,sabhi se sneh karne wala ,bhavuk,kalpna sheel aur kavya ke madhyam se khyati prapta karne wala hota hai .
Vishesh-
Is yog me utpanna log shiksha,lekhan kala ke dwara samman prapt karte hai.

No comments:

Featured Post

पाराशर के अनुसार ग्रह दृष्टि

पश्यन्ति सप्तमं सर्वे शनि जीव कुजः पुनः ।  विशेषतश्च त्रिदशत्रिकोणचतुरष्टमान् || भावः - यहाँ पर ग्रहों की दृष्टि के बारे में बतलाते हु...