Wednesday, August 11, 2010

विद्या विचार

विद्या विचार
जन्म कुंडली में विद्या का विचार मूलतः पंचम भाव से किया जाता है | विद्या का वाणी से सूक्ष्म समंध है तो निश्चित है क़ि दूसरा भाव भी विद्या योग के लिए सहयोगी होगा| पुराने समय में विद्या के महत्त्व आत्म ज्ञान से ज्यादा सम्न्धित था क्योंकि उस समय शिक्षा का उद्देश्य ही सा विद्या या विमुक्तये यह था | अतः आज क़ि परिभाषा में चतुर्थ भाव भी विद्या के लिए सहयोगी है| साथ ही आज शिक्षा परीक्षा के आधीन है अतः दशम भाव भी विचारणीय होगा |
विद्या प्राप्ति  के लिए मन का नियंत्रण और समझाने के लिए बुद्धि क़ि भी आवश्यकता होगी अतः इन दोनों के लिए चन्द्र और  बुध क़ि स्थिति भी दृष्टव्य  होगी| विद्या क़ि स्थिरता का विचार गुरु से किया जाता है| अधिकतर जिन कुंडलियों में बुध स्वग्रही,मित्रग्रही,उच्च भावस्थ,शुभ से देखा हुआ होता है उनकी लेखन कला बहुत ही उत्तम होती  है | 
1 . यदि पंचम भाव में गुरु होता है तो विद्या प्राप्ति में बाधक पाया गया है |
2 . यदि पंचम भाव में शुक्र बुध क़ि युति हो तब भी विद्या अध्ययन में बाधा होती है |
3 . यदि चतुर्थ भाव का स्वामी 6,8,12,में हो तो माध्यमिक शिक्षा बाधित होती है|
4 यदि दशम भाव में शनि का बलवान प्रभाव प्रतिकूल हो तो परीक्षा में हमेशा बाधा आती है | ज्यादातर ऐसे योगों में लोग कई बार फ़ैल भी  हो जाये है |  क्रमशः ............................

5 comments:

Unknown said...

Aadarniya Achary ji
Vidya vichar ka ekha padkar bahut hi khushi hui aapse nivedan hai kundali ke madhyam se hum kaise vidya adhyayan ke bare me jan sakte hain aur padai me aane wali samasyaon se kaise bach sakte hai krupya is vishay par likhane ka kaht karen

Unknown said...

Jyotish ke dwara vidya vichar kitna log sahi mante hai yah to mai nahi janta par itna to mai achhi tarah se janta hu ki jyotish ki yadi sahayta li jaye to hum apne gyan me bahut madad prapt kar sakte hai kyonki jyotish ek darpan ke saman hai yah darpan yadi dekhane wala sahi jankar ho to nishchit hai ki vah sahi dekhega,
kabhi bhi jyotish ko lekar galat dharna nahi banani chahiye, apna kam karna band kar de aur bhagya ke adhin ho jaye mera hamesha hi yah manana raha hai ki jaise bhavishya me hone wali ghatanon ke bare me hume vigyan batata rahta hai usi tarah jyotish bhi hame sawdhan karta hai .
jyotish to hume apne samay ko bhi nishchit kar deta hai atah hame hamesha sawdhani baratni chahiye .
hum manav hai aur manav vahi jo jane aur us mane bhi .
mai yadi vishay se bhatak gaya hu to kshama karen
Aapke lekhon dwra prapt jankari ke liye dhanyawad
Amit sharma

Unknown said...

Bhupendra ji
Aapne yah bahut hi achha kary prarabmbh kiya hai,isase aap apna anubhav to bada hi sakte hain sath hi sabhi ki madad bhi kar sakte hai,
mai ishwar se prarthna karunga ki aap yese hi aage badte rahe

Unknown said...

Pandit ji
Apka ek ypog to meri kundali me mil gaya
Dhanyawad

Dheeraj Kumar said...

babajee lekh pad kar bahut aanand aaya, vidya yog vakai chintaniya avdharna he. iske vichar se career ke baare me bhi addhyan kiya ja sakta he ya nahi? margdarshan kare.

Featured Post

पाराशर के अनुसार ग्रह दृष्टि

पश्यन्ति सप्तमं सर्वे शनि जीव कुजः पुनः ।  विशेषतश्च त्रिदशत्रिकोणचतुरष्टमान् || भावः - यहाँ पर ग्रहों की दृष्टि के बारे में बतलाते हु...